khota tha sikka mere naseeb ka,
chala na paye jise zamane me hum..
na pa paye kisi ka pyar,
na khrid paye kisi apne ko hum...
mehngi thi khushiya khuda ki dukan me,
to us se khrid laye gum hi hum...
ab usko dil s elagaye phirte hai,
ashk pee kar,tanha hi jeete hai hum...
4 comments:
hello ritu ji
maine apki rachanayi padi hai , mujhe yakeen hi nahi ho raha hai ki sundar likhti hai aap . sabse mere dil ko chhua hai apki racha " khota sikka" kitna sach chhupa hai in shabdo me .
isi tarah aap likhte rahe or hum apki rachnao me dubte rahe yahi shubhkaamnaaye hai meri.
amazing ma'am
ultimate..
mehngi thi khushiya khuda ki dukan me,
to us se khrid laye gum hi hum...
ab usko dil se lagaye phirte hai......
Bahut achhi.... Ritu G... liked it very much.....
too good
Post a Comment